Pages: [1] 2   Go Down
  Reply  |  Print  
Author Topic: Jadoo Ka Ilaaj - Quran O Sunnah Ki Roshni Main  (Read 6001 times)
0 Members and 1 Guest are viewing this topic.
usman
Administrator
*****
Offline Offline

Gender: Male
Age: 21
Posts: 135


WWW
« on: December 11, 2008, 07:02:36 PM »
Reply with quoteQuote

Name: Jadoo Ka Ilaaj Quran O Sunnah Ki Roshni Main
Author: Sheikh Waheed Abdus Salam Bali
Translation: Hafiz Muhammad Ishaq Zahid
Language: Urdu
Download:Click Here To Download This Book
Size: 3.26 MB
Pages: 144
Description:
I have never read any book on magic in this much detail, this book contains insight about healing from different types of magic using Quran and Sunnah. It also highlights what exactly the magicians do and how a person put under magic can be distinguished from a normal person. This book also discusses some very commonly faced criminal magicians who use black magic as a tool to damage our good society and also shows some people who use black magic but pretend to be using Quran and Sunnah to heal magic and how you can catch them. I highly recommend this book for reading.
« Last Edit: February 27, 2009, 11:56:55 PM by usman » Logged

آرزوئیں خون ہوں یا حسرتیں ‌پامال ہوں
اب تو اس  دل  کو تیرے  قابل بنانا  ہے
Tarannum
Guest
« Reply #1 on: December 30, 2008, 04:22:06 PM »
Reply with quoteQuote

Assalaamualaikum
Do you have this book in English?
JazaakAllaahu Khairan
Logged
usman
Administrator
*****
Offline Offline

Gender: Male
Age: 21
Posts: 135


WWW
« Reply #2 on: February 27, 2009, 11:42:45 PM »
Reply with quoteQuote

nopes sorry ... I'll try to find out though!
Logged

آرزوئیں خون ہوں یا حسرتیں ‌پامال ہوں
اب تو اس  دل  کو تیرے  قابل بنانا  ہے
Rasheed
Guest
« Reply #3 on: May 18, 2009, 01:18:16 PM »
Reply with quoteQuote

How can i download your bo0k jadu ka  ilaaj
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #4 on: December 07, 2009, 02:08:32 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum


ager kisi per kala jado ho aur us ko yeah maloom karna ho ka jado kaha ghara hai  us ka nam ka to ba zarya quran se maloom kiya ja sakta hai q k bazz okat jab jadogar kisi shaks per jado karta hai to wo khod kabrustan main ja kar taveez dabata hai ya phir apna sifly mokilat ka zarya  ghar main dabwata hai  ya darwaze ki chokat wegara per dabwata hai .ghara howa jado ko maloom karna ka main tareka  likh deta ho

amal yeah hai

1)surah kosar pareen jis per jado ho wo khod us ko alka ka zarya pata chal jaha ga ka jado kaha ghara howa hai bus jab maloom ho jaha to waha se nikal lay aur samander main baha de taka taweez thanda ho jaha
2)
dosara tareka yeah hai ka 11 dafa darood shareef pareen awal akhir aur surah nas pareen 41 dafa apna uper dam kar ka so jaha aur yeah dua manga  ka aye allah  mujh per jo jado howa hai wo kaha ghara howa hai mujha deakha de to bus khoweb main us shaks ko wo jaga deak jaha ge phir taweez ya jo be jadohe cheeze ko nikal kar samander main baha de aur ghar ah kar ghosal kar lay


dua main yaad rakheya ga

amel soname

amel_soname@yahoo.com
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #5 on: December 07, 2009, 02:09:22 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum

ager kohi shaks sifly elim main mobtala ho ya kisi amel ny bataya ho ka us per sifly elim kiya howa hai ya khowab main farishta ya hamzad ny bataya ho ka tum per sifly elim kiya howa hai garaz yeah hai ka kisi per sifly elim kiya howa ho to main is ka quaran pak se toor bata deta ho wo you kareen
yeah amal sirf muslims ka liya hai non muslim ko is ki ijazat nahi hai wo is ko na kareen

yeah amal wo  kareen jis per khod sifly elim ho choka hai

sab se pehla 3 dafa darood (kohi sa be jo ata ho) us ka baad surah yaseen ki yeah aiyat verse no 8 to 9         
إِنَّا جَعَلْنَا فِي أَعْنَاقِهِمْ أَغْلَالًا فَهِيَ إِلَى الْأَذْقَانِ فَهُم مُّقْمَحُونَ ﴿٨﴾
وَجَعَلْنَا مِن بَيْنِ أَيْدِيهِمْ سَدًّا وَمِنْ خَلْفِهِمْ سَدًّا فَأَغْشَيْنَاهُمْ فَهُمْ لَا يُبْصِرُونَ ﴿٩﴾

41 dafa yeah aiayat pareen phir akhir main 3 dafa darood pareen jo ata ho us ka baad apna hato per dam kar ka pora baden per phar lay inshallah 11 din main chotkara melay ga is amal se kohi nooksan nahi hai
yeah amal fajir ki namaz ka baad karna hai daily 11 din tak naga na ho ager naga ho jaha to phir zoher ki namaz ka baad par lena
is amal se inshallah faida he ho ga

dua main yaad rakheya ga


amel soname
amel_soname@yahoo.com


 
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #6 on: December 07, 2009, 02:09:59 PM »
Reply with quoteQuote

bazz log jadogaro ka pass ja kar khas toor se yeah amal karvata hai in main orate be hotee hai aur marad be yeah is liya kartee hai ka in ka lover in se mohabat kareen laken in ko pata nahi ka ahsa karna se insan kitni saket takleef main ah jata hai main tamam logo ko mana karta ho ka wo yeah kam na kareen
is kisam ka kam se insan bht takleef main ah jata hai is ka sides efect be bht hota hai kisi ko kabo karna ka liya aur us ko apni mohabat main giriftar karna ka liya bht sare jado karna parta hai us banda per jiss se wo banda devana ho jata hai jis ka ishq ka liya jado kiya hota hai aur apna sare sence kho deta hai aur apna hosh wa hawas main nahi rehta us ko uthta betha sota jagta main wohe banda aur ushe ka khail ata rehta hai jis ka ishq ka liya jado kiya hota hai aur be bht se nooksan hai chonacha jadogar orate ya marad ka wo kapra mangwata hai jis se is ka pasena ki boo ah rahe ho phir wo is k kuch dhage nikal kar is per dam karta hai aur phir ise gherah laga deta hai is ka bad orate ya marad ko hukum deta hai ka wo ise gayer abad jaga per  phack de ya phir wo kisi khana ki cheez per dam karta hai jis main nejasat ya khone, has ki melawate hotee hai phir hukum deta hai ka wo khana pena ki cheez main is melade
jis per sehar muhabat hota hai dam ka doran is ka hath payer sun ho jatee hai ya sir ya sena ya meda main darad shoro ho jata hai khas kar is waquat jab is ko jado pelaya ho ishe shaded meda main darad ho sakta hai aur kah be ah saktee is kisam ka jado ka toor main qurani likh deta ho 

yeah amal sirf muslim kareen non muslim na kareen us ko ijazat nahi

mareez per qurani dam 3 dafa kareen  or pani pena ko deen in aiyato ka
1)   surah yonus ki aiyat no 81 to 82
2)   surah araf ki aiyat no 117 to 122
3)   surah taha ki aiyat no 69
4)   aiytal kurse
                    or
     
  al taghabun aiyat no 14 to 16   3 dafa telawat kareen
 

ager zarad ya lal ya black colour  ki ulti ah jahe to samjh lay k is jado ka toor ho gaya hai verna 4 hafta tak yahe pani pena ki talkeen kareen ya is waquat tak jab tak is ka jado toot na jahe is baat ka pata dushman ko na ho jis ny us per jado kiya hai khowa wo bewi ho ya shoher ho ya kohi be dost ho ager us ko pata chal gaya to wo dobara ja kar jado karveda ga   


dua main yaad rakheya ga

amel soname    
amel_soname@yahoo.com
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #7 on: December 07, 2009, 02:10:30 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum

is sehar ki pachan yeah hai choti cheeze ko bara aur bare cheeze ko chota deak na mooktaleef cheezo ko in ki hakikat se haat kar deak na jesa ka logo ny deakha ka raseya aur lakreya doorte howa snake hai jesa ka hazrate musa allai salam ka sath jado garo ny kiya yeah is tarah hota hai ka kohi shaks deakta hai cat ko to wo ake dam se kuta ban jate hai phir wo deakta he deakta gada ban jata hai aur phir wo deak ta he deakta ghora ban jata hai is tarah ager kisi shaks ka sath ho to main is ka toor likh deta ho wo shaks u kareen

yeah amal muslims ka hai

amal yeah hai


awal akhir darood pareen 11 dafa phir azan deen us ka baad aiytal kurse pareen 3 dafa phir bismillah pareen 33 dafa inshallah tala kuch he dino main is jado se nejad melay gee is amal ko us waquat tak partee rahe jab tak yeah mamlat khatam na ho

dua main yaad rakheya ga

amel soname    
amel_soname@yahoo.com
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #8 on: December 07, 2009, 02:10:59 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum


ager kisi per sehar kamol ho choaka ho kio k is kisam ka sehar main ake acha insan achanak sab se door aur allaida rehta hai kholot aur tanhahe ko passand karta hai halaka is ki kohi masharte wa samaji garalo kohi wajohat nahi hotee aur na he is ko kohi tibi waja samna nazar atee hai .
is ki alamat main belkul tanhahe aur her ake se ba rokhi mokamal sookone aur khamoshe parashan khail , sir darad aur hajoom se nafrate ghar walo se nafrate shore sharaba se nafrate khana se door bagh na susti aur kaheli, aur khoob dair dair tak sona kam karna ko g na chana her waquat sota rehna aur be moktaleef wajo haat hai
is ka toor main likh deta ho quaran pak ka amal hai

yeah amal sirf muslims ka liya hai non muslim is ko mat kareen

surah fataha aur surah bakara sobah ko par kar apna uper dam kareen
aur dophar ko bah waquat zoher ko al_emran pareen aur magrib ka waquat surah yaseen aur surah hasher ,surah al_karaya,surah falak,surah nas sab ake ake dafa pareen aur darood ibrahemi 11 martaba aur darood hazara 11 martaba pare is ka sath he aytal kurse surah nas aur esam ali 41 bar par kar pani per dam kar ka is se ghosal kare  aur  yahe pani pee  jo sobah aur sham peta rahe sobah aur sham mareez ka kan main kohi azan de aur tamam amal 45 days tak kareen inshallah tala mareez belkul theek ho jaha ga is amal se kisi be kisam ka kohi nooksan nahi hai ager marzeez amal nahi kar sakta to kohi aur us ko amal kar ka de  aur baki kam ishe tarah kareen

dua main yaad rakheya ga

amel soname
amel_soname@yahoo.com
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #9 on: December 07, 2009, 02:11:29 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum

yeah is kisam ka sehar hota hai k is main mobtala shaks ko akser wa bashter bht zada neend atee hai aur neend main mareez kisi bare shakel walay hawan ya darahoni shakel wali ajeb wa gareb maklook ko deakta hai aur yeah shakel is k uper sawar ho kar is ka sena ko dabatee hai aur sans ghoote hai jis waquati toor per insan ki harket band ho kar awaz rook jatee hai neend main insan chikna chilana chata hai mager bah wajood koshes ka kamyab nahi ho pata johe wo shakel sena ka uper se apna wazan hatee hai mareez badar ho jata hai aur bad hawase k sath apna app ko tatol ta hai aur heran wa sir garda hota hai is ko kohi tebi wajood be nahi hotee
is jado ka main quaran pak se toor likh deta hoo

yeah amal sirf muslim ka liya hai is amal ko sirf muslim kareen non muslim nahi kareen

surah modasir ki aiyat ko bah wazu halat main zafran wa mashak se kisi safaid kagaz per likha aur is per surah modasir 11 martabah darood pak awal wa akhir 11 martabah par kar dam kareen aur mareez ka galay main ya sedah bazu per bande

aiyat yeah hai

يَا أَيُّهَا الْمُدَّثِّرُ ﴿١
قُمْ فَأَنذِرْ ﴿٢
وَرَبَّكَ فَكَبِّرْ ﴿٣
وَثِيَابَكَ فَطَهِّرْ ﴿٤
وَالرُّجْزَ فَاهْجُرْ ﴿٥
وَلَا تَمْنُن تَسْتَكْثِرُ ﴿٦
وَلِرَبِّكَ فَاصْبِرْ ﴿٧
2) surah mudasir 7 martaba awal wa akhir darood sharif hazara 11 ,11 martaba par kar pani banahe aur is pani ko din raat 5 martabah bismil lahe shafiwa raad_E_sehar be hormate surah modasir  par kar mareez peya inshallah 21 din main theek ho jaha gais bemare wa sehar se hamesha se chot kara mil jaha ga

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com


Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #10 on: December 07, 2009, 02:11:58 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum

sehar jodahe se morad wo sehar hai jo hasad wa dushmani nafrate lalach ka tehat acha balay 2 insano k darmayan mohabat ko khatam kar ka nafrate aur adavat banade aur phir in dono afrade k darmayan solah wa atish ki her haad khatam ho jaha aur 1 dosare k karib se wo door bage . aur nafrate ka izhar kreen aur in k chana walay heran ho jaha k itni gahre mohabat wa olfat rakh ny walo ko kya ho gaya hai k wo 1 dosara ki baat to kya shakel deak ny k be gawara nahi karna chata

sehar jodahe ki mondarja zail iksam hai

1) mah beta aur baap beta ya ma aur beti ya baap aur beti ka darmayan jodahe dalna
2) 2 bhaiyou ya behno ya behan aur bhayou ya bhai aur behno k darmayn jodahe dalna
3)2 dosto sharik tejarat mah baap aur aziz wa akarib k darmayan jodahe dalna
4) miya bewi main jodahe dalna

allah pak quran pak main irshad farmata hai

pas wo in dono se shoher or bewi k darmayan jodahe dalna wala elim seekta hai

irshad rasool allah sal lal laho allai he wasalam hai

k iblis apni fojh main se ise foji ko sab se aziz janta hai jo meya bewi k darmayan jodahe dalay

alamat is joda ki yeah hai
 
mohabat k achanak shaded nafrate main badelna aur shakook wa shobat k bah had izafa hota hai jin ki asal waja belkul mojood na ho
mamooli waja iktalaf ko manind pahar jan na ar ana ka bila waja masla bana lena meya bewi jama se nafrate karte hai aur ake dosare ka nazdeak nahi atay zabardaste ki sourate main gali galouch bad deli aur mar kotahe be ho jate hai
sehar jodahe  jin do shaks ka darmayan jodahe dalni ho un ka kapro per kiya jata hai ya phir moktaleef asia per amal kar ka in dono k ana jana k raasta main daba deta hai ya phir kisi esahe ki kaber main daba deta hai taveez kar k ya porani kaber ki mati per amal kar ka pack deta hai in logo ka ana jana ka raasta main ya phir jado ki gahe asia in ko kheladeta hai
is kisam ka jado ka toor main likh deta hoo
yeah amal muslim ka hai is liya is ko sirf muslim kareen non muslim is ko na kareen
sab se pehla 2no bando ko jin per jodahe ka jado kiya hai un ka elada elada waquat main apna samna betha hai aur zail ki sourate ka in per dam kareen
1) surah fataha mah bismillah 41 da
2) surah  bakara ki ibtadahe 5 aiyat 7 martabah
3) aiytal kurse 1 martabah
4)surah bakara ki aiyat no 284 se 285 tak 7 martabah
5)surah araf ki aiyat 54 se 56 tak  7 martabah
6)surah tabah ki aiyat no 69  41 dafa
7)surah rehman ki aiyat 33 se 36 tak 21 dafa
8)surah jin ki aiyat 1 se 9 tak 11 martabah
9) surah iklas , surah falak , surah nas 11 dafa
10 ) darood pak hazara awal akhir 21 21 dafa
aur sath pani per be dam kar k pelahe
jin per yeah jado howa hai un ko hedayat de ka wo astak forul la rabi min kul lay zabin aur la howla wala kuwata illa bila ka warid karte rahe
her roz ake barton main pani la kar mouse 3  11   11 martabah aur ali 41  martabah par kar kisi ahse jaga apna face dohe jaha pani farash per girna se ba adbi na ho is pani ko demage aur sena par achi tarah malay
inshallah tala 40 days main yeah jado kaat jaha ga allah ka hukum se ake simple amel jado 9 din main kaat sakta hai kio k wo jiss aiyat ya azmiyat ya taveez  se jado kaat ta hai wo is ki zakat deta hai is liya amel jadly jado kaat leta hai aur us ko jado kaat ny main kohi parashani nahi hotee main kohi sa be jado kisi be kisam ka 4 ya 5 ganta main kaat deta ho allah pak ny mujh itni taquat de hai allhum dulil la aur main allah ka shoker ada karta ho ka main itni jadly jado kaat leta ho main is liya itni jadly jado kaat leta ho kio ka mana aiyat ki zakat akber ada karta ho jo 125000 hai is liya main itna jadly jado kaat leta ho aur mera pass dosare taquatee hai jo is kam main mare madat kartee hai is liya main itni jadly jado kaat leta ho abb yeah amel ya banda ka uper hai ka us k under kitna talent hai
khuda hafiz


dua main yaad rakheya ga

amel soname
amel_soname@yahoo.com



Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #11 on: December 07, 2009, 02:12:41 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum


bazz hasad ya mokhalfat ya kisi ka rishta aiya ho aur us ko inkar kiya ho to un logo ny. ya ahse kohi amel practice ka toor per apna amal kohi check kar raha ho ya khandani nafrate ki waja se log larkio per rishto ki bandish kar deta hai  nateja yeah hota hai ka  larkio ka rishta ana band ho jata hai aur ager ata be hai to wo larki ko reject kar ka chalay jata hai aur ager passand be kar leta hai to kohi na kohi masla kara ho jata hai . jis se inkar kar deta hai is tarah larki ki umar nikal jatee hai aur larki bodhi ho jatee hai mah baap ko chaheya ager is tarah ki kohi condition ho to un ko kisi acha amel se foron elaj karvana chaheya ya wo you kareen is ka toor main likh deta ho

yeah amal sirf muslim ka liya hai is ko sirf muslim kareen non muslim ko ijazat nahi hai

yeah amal jis per bandish hai wo khod kareen

fajir ki namaz ka baad 11 dafa darood kohi sa be jo ata ho  phir 11 dafa surah maryam  aur akhir main 11 dafa darood pareen phir apna uper dam kareen aur ake bottle pani ki bana lay pani per be dam kareen aur her namaz ka baad pani peya yeah amal 11 din tak kareen ager 11 din main faida na ho to 21 din tak kareen ager 21 din main be faida na ho to 41 din tak kareen jitna saket jado ho ga time zada laga ga ager jado kamzoor ho choka ho ga ya helka ho ga to jadly kaat jaha ga is amal se kohi nooksan nahi hai inshallah is se faida he ho ga

dua main yaad rakheya ga

amel soname    
amel_soname@yahoo.com

Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #12 on: December 07, 2009, 02:13:15 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum

bazz log hasad ka mare ya kohi rishtadar jo hai hasad ka mare ya wesahe ka yeah shaks aga na nikal jaha to is kisam ka jado karvate hai is kisam ka jado zada tar student per kiya jata hai ya kisi ka bacha ko begar ny ka liya kiya jata hai taka wo par na sake  q k ahsa karna se bacha par nahi pata yeah log jado gar ka pass ja kar us ko pesa deta hai aur jadogar ya to directly jinnat ka zarya jado kardeta hai ya phir in logo ko taweez deta hai  aur us taweez ka istamal ka tareka be bata deta hai . jado gar kahe kisam ka jado karta hai taka student par na sake sab se pehla wo student ka zahan ko kun (kamzoor)kardega . us ka baad jadogar student ki memory ko kamzoor kardega .phir jado gar student ka dil khail kood aur film daramo ki taraf mahil kardega aur ager larki ho ge to us ka dil larko main lagahe ga aur ager larka hoga to us ka dil larki ki taraf mahil karee ga school ya collage se dil ochat kar dega yeah sab kam wo bht assani se karee ga is kisam ka jado ka toor main likh deta ho

awal wa akhir darood sharif 11 dafa jo ata ho 4 qul  her ake qul 11 dafa us ka baad aiytal kurse 11 dafa us ka baad yeah dua chalta phirta uth ta beth ta pareen   rabi zidni ilma
inshallah tala is kisam ka jado se mukam mal nejad mel jaha gee  laken student ka liya yeah zaroore hai ka wo baad main be yahe amal jare rakhe apni studies tak taka ager haseed phir jado kar vahe to jado ka toor hota rahe automatically  aur student ko kohi nooksan na ho

dua main yaad rakheya ga

amel soname
amel_soname@yahoo.com
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #13 on: December 07, 2009, 02:13:48 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum


jis shaks ka sir main darad rehta ho aur wo her tarah ki davahe kha choka ho tab be us ko aram na ahe to wo kisi acha amel kamel ko check karvahe ya to us ka under kohi jin ghosa howa ho ga ya phir us per jado ho ga jadogar jab kisi ka sir main darad karta hai to 2 tareka se karta hai ya to wo kisi ake nikama jin ki duty lagata hai ka is ka fala bin fala shaks ka sir main darad karte rehna to wo jin us shaks ka sir main darad karta rehta hai her thore dair baad ka achanak yeah darad bar jata hai aur kabe ake dam khatam ho jata hai aur kabe ake dam se neend ah jate hai neend is liya ah jatee hai us shaks ko q k jin us shaks ko sola kar thore dair aram karta hai aur phir thora ghoom phir kar ata hai us ka baad jesa wo shaks uth jata hai jin dobara us ka jisam main dakhel ho kar us ka sir main darad karna shoro kar deta hai her thore dair baad
sir darad ki dosare condition
jadogar sir darad ka amal karta hai jis  shaks per to us ka face black ho jata hai sir main achanak tease othte hai aur demage ki naso main shaded darad hota hai jadogar apna jado se demage main nazla jam kardeta hai jis se demage main mustakel darad rehta hai jab be kohi garam cheeze khao ya kohi thandi cheeze khao to bohat darad hota hai  aur ahsa banda ka sir her waquat garam rehta hai aur us ka demage main chota chota dana nikal ata hai balo ka under  aur wo samjhta hai ka us ko bokhar hai jab wo therma meter main check karta hai to tempreture normal hota hai laken wo sab se yahe kehta hai ka mujha under bokhar hai mare hadio main bokhar beth gaya hai ahsa banda pareshan he rehta hai jaga jaga doctors se elaj karvata hai mager faida nahi hota sir darad se bus wo pareshan he rehta hai  is ka toor main likh deta ho

amal yeah hai


1)ager sir darad jin ki waja se lahak hai to u kareen awal akhir 11 dafa darood jo be ata ho us ka baad surah nas pareen 1000 dafa phir apna upder dam kareen aur ake pani ki bottle per be dam kareen daily 5 namaz ka baad yeah amal kareen aur pani be peya bottle ka pani din main 5 namazo ka elawa jab g chaha peya acanak sir darad ho to foron pani peya . inshallah tala bohat jald is sir darad se nejad melay gee

2) ager sir darad  jado ki waja se lahak hai to phir u kareen awal akhir 11 dafa darood jo be ata ho surah falak 707 dafa pareen aur pani ki bottle per dam kareen yeah amal her namaz ka baad karee aur pani be peya din main her namaz ka baad inshallah 41 days main is sir darad se nejad mil jaha gee


dua main yaad rakheya ga

amel soname

amel_soname@yahoo.com
Logged
amel_soname
Jr. Member
**
Offline Offline

Age: 40
Posts: 21


« Reply #14 on: December 07, 2009, 02:14:26 PM »
Reply with quoteQuote

as salamu allaiqum


wo sehar jis main mom ya kapre ka ya anta ka putlay bana kar is main mooktalife makamat per soheya chebode jate hai jis se insan ake kisam ka mafloje ho jata hai aur is ka baden main kabe kisi makam per kabe kisi makam per soheya chubtee hai jis ki takleef bah intaha hotee hai aur yeah chaker sare wajood main moktaleef makamat per mooktaleef okat main hota hai is bemare ki na tu kohi pachan ho patee hai aur na he bazahir kisi be kisam ki alamat wajood nazar atee hai insan ko ahse  mehsos hota hai ka achanak kisi jaga kisi bicho ya kisi zehreli cheeze ya snack ny dange mara ho aur kamzoor insan k mu se takleef ki awaz nikal partee hai ahsa insan saket azyat main mubtala nazar ata hai abb jisa wo is ka kohi elaj karvata hai to taakleef be tazee se shedat pakar latee hai aur  ise majboor kardate hai ka wo is elaj se tobah karte howa tarak kar de aur is  takleef ko mokadar ka khail samajh kar is ka elaj se hath kach kar apna irada mooltawe kar ka apna app ko moot ka mu main dakhel de ahsa mareez ka ilaj ka liya saber hosala ki zaroorate hai aur main is ka qurani toor likh deta ho


yeah amal muslims ka hai

fajir ki namaz ka baad kibla rook beth kar pani aur bare ka saat taza pate  apna pass rakh lay aur is per darood pak jo be ata ho 707 dafa , surah fateha ma bismillah 41 dafa aiytal kurse 41 dafa surah bakara ki akhre 2 aiyat verse no 284 ,285 yeah hai

آمَنَ الرَّسُولُ بِمَا أُنزِلَ إِلَيْهِ مِن رَّبِّهِ وَالْمُؤْمِنُونَ ۚ كُلٌّ آمَنَ بِاللَّهِ وَمَلَائِكَتِهِ وَكُتُبِهِ وَرُسُلِهِ لَا نُفَرِّقُ بَيْنَ أَحَدٍ مِّن رُّسُلِهِ ۚ وَقَالُوا سَمِعْنَا وَأَطَعْنَا ۖ غُفْرَانَكَ رَبَّنَا وَإِلَيْكَ الْمَصِيرُ ﴿٢٨٥﴾ لَا يُكَلِّفُ اللَّهُ نَفْسًا إِلَّا وُسْعَهَا ۚ لَهَا مَا كَسَبَتْ وَعَلَيْهَا مَا اكْتَسَبَتْ ۗ رَبَّنَا لَا تُؤَاخِذْنَا إِن نَّسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا ۚ رَبَّنَا وَلَا تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا ۚ رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِهِ ۖ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا وَارْحَمْنَا ۚ أَنتَ مَوْلَانَا فَانصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ ﴿٢٨٦﴾


surah falak 41 dafa surah kaferon 41 dafa  surah ikhlas 41 dafa  surah nas 41 dafa pani aur bare ka patu per dam kareen is main se thora sa pani pee lay aur baki pani pato sameet obal lay aur is se ghosal kar lay ghosal ka baad aiytal kurse aur 4 qul par kar apna uper dam kareen inshallah 21 days main is jado se nejad melay gee aur 40 days  ka liya is sehar se hamesha ka liya jan chot jaha gee


dua main yaad rakheya ga

amel soname


amel_soname@yahoo.com
Logged
Tags: Magic  Quran  Sunnah 
Pages: [1] 2   Go Up
  Reply  |  Print  
 
Jump to: